Premium Salajeet Resin, shilajit
Premium Salajeet Resin, shilajit
Premium Salajeet Resin, shilajit
Premium Salajeet Resin, shilajit
Premium Salajeet Resin, shilajit
Premium Salajeet Resin, shilajit,Basic Wellness Combo
Premium Salajeet Resin, shilajit,Basic Wellness Combo
Premium Salajeet Resin, shilajit
Premium Salajeet Resin, shilajit
Premium Salajeet Resin, shilajit
Premium Salajeet Resin, shilajit
Premium Salajeet Resin, shilajit
Premium Salajeet Resin, shilajit
Premium Salajeet Resin, shilajit
Premium Salajeet Resin, shilajit
Premium Salajeet Resin, shilajit
Premium Salajeet Resin, shilajit,Basic Wellness Combo
Premium Salajeet Resin, shilajit,Basic Wellness Combo
Premium Salajeet Resin, shilajit
Premium Salajeet Resin, shilajit
Premium Salajeet Resin, shilajit
Premium Salajeet Resin, shilajit

Premium Salajeet Resin

Regular price Rs.2,100.00 Sale price Rs.1,899.00 Save 10%
/

Only -30 items in stock!

Daily Essentials Premium Salajeet Resin. Sourced from the mountains and carefully purified, this potent resin is rich in minerals, fulvic acid, and antioxidants. Known for boosting energy, stamina, and cognitive function. Trusted since 1938, Daily Essentials offers 100% pure and additive-free Salajeet for optimal health.

  • Ingredients:

    Salajeet and Water

  • Main Key Benefits:

    o Enhances testosterone levels
    o Reducing stress and anxiety
    o Improves sleep quality
    o Improves muscles quality
    o Keeps you younger

  • Frequently Asked Questions

    1. Salajeet Resin kya hai?
    Salajeet Resin ek natural supplement hai jo Himalaya se nikala jata hai. Yeh ek ghanay rang ka resin hai jo puri tarah se minerals aur fulvic acid se bharpoor hota hai, jo energy, stamina, aur overall health ko behtar banata hai.

    2. Salajeet Resin ke kya faiday hain?
    Salajeet Resin:
    o Energy aur stamina ko barhata hai.
    o Mardana fertility aur testosterone levels ko behtar banata hai.
    o Dimaghi health ko support karta hai, yaad-dasht aur concentration ko behtar karta hai.
    o Anti-aging ke liye madadgar hai, jild ko taza aur sehatmand rakhta hai.
    o Immune system ko mazboot banata hai.
    o Toxins ko nikal kar body ko detoxify karta hai.

    3. Salajeet Resin kaise istemal kiya jata hai?
    Salajeet Resin ko aam tor par ek choti si mikdar, (Mattar ke daane ke size jitni) pani ya doodh ke sath milakar rozana liya jata hai iski asaan serving ky liye iska special spoon Daily Essentials ki janib se tyaar kiya geya hai jo apko order k sath receive hota hai.

    4. Salajeet ka asar kitne waqt mein hota hai?
    Har shakhs par depend karta hai. Aksar log 1-2 hafton mein energy aur stamina mein behtari mehsoos karte hain. Iska consistent istemal behtar natayij deta hai mazeed mashware ky liye humare tibb expert se baat kare.

    6. Kya Salajeet sirf mardon ke liye hai?
    Nahi, Salajeet Resin mardon aur auraton dono ke liye faidemand hai. Yeh energy, stamina, aur overall health ko behtar banata hai, aur dono jins is se faida utha sakte hain.

    7. Salajeet kin logo ko istemal karni chahiye?
    Salajeet un logon ke liye mufeed hai jo:

    o Fitness enthusiasts aur athletes hain, kyunki yeh energy, stamina aur physical strength ko barhata hai. Yeh workouts ke baad recovery mein bhi madad karta hai.
    o Minerals ki deficiency ko door karne ke liye Salajeet bohat faidemand hai. Isme zaroori minerals jaise ke iron, calcium, aur magnesium hotay hain jo body ki zarurat ko pura kartay hain.
    o Yeh un logon ke liye bhi faidemand hai jo apni physical performance aur overall health ko behtar banana chahte hain.

    8. Salajeet Resin kaise banayi jati hai?
    Salajeet Resin Himalaya ke pahadon se nikli hui Salajeet se banayi jati hai. Yeh process kuch steps par mabni hota hai:

    o Raw Shalajeet ka Jama Karna: Himalaya ke unchay ilaqon se Salajeet nikali jati hai, jahan yeh garam mosam mein pathron ke surakhon se nikalti hai.
    o Purification (Safai): Salajeet mein mitti, podhon ke zarray aur doosri impurities hoti hain, jo ke isko pani mein ghola kar aur filtration ke zariye alag ki jati hain. Yeh process kayi dafa kiya jata hai.
    o Concentration: Filter ki gayi Salajeet ko garam kar ke paani evaporate kiya jata hai, aur iske baad jo ghanay rang ka, sticky material bacha, wahi pure Salajeet Resin hota hai.
    o Quality Testing: Aakhir mein, is resin ka test kiya jata hai ke yeh pure ho aur minerals, fulvic acid waghera ki required quantity shamil ho, aur koi nuksan deh ashya usmein na ho. Is tareeqe se Salajeet Resin tayar ki jati hai, jo ke energy, stamina, aur general health ke liye ek bohat faidemand supplement hoti hai.

    9. Salajeet mein paani ka istemal kyun hota hai?
    Salajeet ko purified form mein hasil karne ke liye paani ka istemal hota hai. Yeh process impurities ko door karne aur Salajeet ko purified resin mein tabdeel karne ke liye zaroori hai.

    o Raw Shalajeet ki safai: Jab Salajeet ko pehli baar mountains se ikattha kiya jata hai, toh usmein mitti, pathar, aur doosri impurities hoti hain. Is liye Salajeet ko pehle paani mein ghola jata hai, jisse yeh impurities alag ki ja sakein.
    o Filtration ka process: Paani ke zariye Salajeet ko baar baar filter kiya jata hai, jo impurities ko alag karta hai aur sirf pure Salajeet ka resin bacha rehta hai.
    o Concentration: Is filtration ke baad Salajeet solution ko garam kar ke paani evaporate kiya jata hai, aur is se thick, sticky resin (pure Salajeet) milta hai jo aapko market mein milta hai.

    Yeh purification process zaroori hoti hai taake aapko pure aur asar-daar Salajeet mile jo health ke liye faydemand ho.